DHARTI KI SHURUAT.........


Heello Friends aaj me aapko DHARTI ki shuruat matlab dharti ke janam ke baare me batane jaa rha hu.... 

Dosto humare sormandal yani solar system me 8 grah h lekin inme se sirf prithvi hi ek esa grah h jaha jivan h...Ho sakta h ki humare bramhand me bhi kyi ese hi grah ho jaha prithvi jesa grah ho jaha jeevan sambhav ho lekin abhi tak esa koi grah nhi mila h jaha jeevan ho....To aaie me is anokhe or sunder grah ke janam ke baare me batata hu...To shuru karte h...


Bhot se vegyaniko ka manna h ki dharti ka janm aaj se karib 5 Arab saal phle hua tha Dharti ka janm ek big ban se shuru hua kya aap jante h ki Dharti ke janam ke karodo varsh phle pura bramhand ek bindu kr barabar tha..lekin taro ke big ban ke baad ye bramhand felta gya aaj ye itna fel gya h ki iska ant asimit mana jata h...

To big ban ke baad is bramhand me kai taaro ka janm hua jisme se ek suraj mtlab humara sun bhi tha To humaara sun ka jab janm.hua to vah kaffi chota tha manlo pritvi ke saman tha...karodo saal bad jab suraj kaafi bada hua to gravitational force ke karan uska ek chota sa tukda usse nikalkar prithvi ban gya lkin prithvi ka tapman us samay karib 1500 celcius tha yani ki prithvi par us samay koi jiv nhi rh skta tha..prithvi par us samay oxygen bhi nhi thi Charo or jwalamukhi hi the....lekin karib lakho saal baad ek bahut bada thanda astroid Dharti se takraya or gravitational force ke karan.astroid ka aadha bhaag dharti me sama gya or aacha bhaag bhar chala gya or gravity hone ke karan vah earth ka chakkar katne laga jise hum chaand yani moon kahate h us atroid ke girne ke baad prithvi par paani aa gya jisse dharti ka tapman 1500 se sidha 150 celcius Pr aa gya dharti kaa mousam badalne laga or prithvi pr pani aane ke karan saari ushma aasman me chali gai jisse badal banne laga or baarish hone lagi...puri prithvi paani se bhar gai or Dharti ka taapman kam hokar 150 se 40 le aaspas ho gya uske baad kai saalo ke baad prithvi ka  kuch paani sukh gya or ta uper aane laga...lekin abhi bhi prithvi par oxygen nhi tha lekin prithvi ke paani ke andar oxygen tha jis karan paani ke ander kai kriyao ke baad ek cell wala jiv peda hua fir usne apne andar se kai cells ko janam dia or is trah Dharti par jivan ki shuruaat hui........




Hope ki aapko mera article achha laga hoga....

Comments

Popular Posts