Dharti ka ant ( end of the earth)

hlow friends  aaj me aapko dharti ke ant yani end of the earth ke baare me batane jaa rha hu...

end of the earth ya dharti ka ant yehe ek aisa topic he jiske baare me har koi janana chahta h..kai saare vigyaniko ki is toppic par alag alag theory h kuch vegyniko ki theory kahti he ki dharti yani earth ka end koi asteroid girne se hoga kyuki unhone kai khojo ke baad esa daawa kia h unka yeh bhi manna h ki lakho saal phle dinersours ka ant bhi kis I asteroid ke girne se hi hua h...aise hi kuch vegyaniko ki theoriestheories alag h jinka manna h ki dharti ka ant is ho rhe pradushan ke karan hoga unka manna h ki prithvi pr pradushan kafi bad gya h jis karan se global warming bad gyi h jisse prithvi ke taapman me vridhi ho rhi h jisse baade pathar pigal rhe h or samudra ka tat badta jaayega or baad ya sunami aane se prithvi ka khatma ho skta h...isi tarah kai vegyaniko ki apni alag alag theories h....
chlo ye sab to thi sambhavnaye jis karan dharti ka ant hoga lekin kuch vegyaniko ki alag theory h jo unhone daawa kia h ki unki yeh theory sach me sach hoga or unhone yehe yakin ke sath bhi kha h......
unka kahna  h ki prithvi ki shuruaat suraj yani sun se hi hui thi iska ant bhi suraj yani sun se hi hoga...sun me alag alag. prakar ki gases pai jati h jisme se hydrogen or lithium jyada matra me pai jati h or sun ki yehi sabse badi kamjori h ye gases ek dusre se reaction krke alag alag gases ka nirman krti h jinme se jyadatar sulfer naam ki gases banti h or yeh gas kisi gas ke sath koi reaction nhi krti or sun me jama ho jati h jia karan sun dhire dhire bada or garam hota jaa RHA h or vegyaniko ka kahna h ki yeh earth ke itni karib aa jayega ki yehe earth ko nigal lega or is tarah dharti ka ant ho.jayega..lekin dosto ghabrao mt sun ko itna bada hone me 5 Arab se bhi jyada saal lag jayenge abhi humara sun 4.5 Arab saal ka h...to dost yehe ghatna aapki life me nhi hoga...


padne ke lie shukriya dosto hope aapko mera ye article pasand aaya  hoga agar aapko humari prithvi ke ant ke baare me koi jaankari h to pls comment me btayen...or yeh b btayen ki aapko mra article ksa laga...

Comments

Popular Posts