cold war(sheet yudh)

hello friends mera naam love h or me aaj aapko sheet yudh yani coldwar ke baare me jaankari dene jaa rha hu...

To sabse pehle hum ye jaan lete h ki sheet yudh hota kya h...sheet yudh ka matlab us yudh se hota h jab do ya usse jyada desho ke bich yudh ka vatavaran bana ho par vastavik roop se yudh na ho to ise hum sheet yudh kahenge....
Ab hum ye jaan lete h ki yeh yudh aakhir shuru kab hua...es yudh ki shuruaat 1945 se hui jab 2nd worldwar khatam hua 2nd world war(1939-1945) ke baad vishv me do mahashaktiyan ubher kr saamne aai phli mahashakti america thi or dusri soviyat sangh tha Jo pandrah desho se milkar bana tha...america mahashikti punjiwaad vichardhara ko maanti thi jabki soviyat sangh samyawad ko...dono ek dusre ko takkar dene lage taki ve duniya me ek akeli mahashaki ban jaye..par ye mahashakti janti thi ki agar koi bhi ek mahashakti dusri mahashakti par akraman karegi to 3rd world war cheed jayega or dono ko kaafi nuksaan bhi hoga par samay samay par kuch gatnaaye esi bhi hui jab lagne laga ki in dono ke beech yudh hone wala h..par kisi na kisi karan se yudh tal jata tha jisse in dono me yudh nhi ho aaya kyuba misail sankat iska ek bada udharan h Jo 1962 me hua..


(Sheet yudh ki samapti):- To ab hum ye jante h ki es yudh ki samapti kese hui 1945 me yudh ki shuruaat hui lekin ye yudh me dono mahashaktiyon be ek dusre ko takkar di lekin soviyat sangh Jo dusri mahashakti tha vha ki janta vha ke netao se kaafi naaraj thi kyuki vha ke neetao ne vha pr tanashahi karna shuru kr di logo ki abhivyakti ki swatantrata yani logo ko netao ki galti nikalne ki ajadi nhi thi janta dheere dheere netao se gussa hone lagi or hadtaal karne lagi or kai karano se 1990 me soviyat sangh ka vighatan ho gya..or is tarah sheetyudh khatam ho gya..

hope ki aapko mera article pasand aaya hoga......


Comments

Popular Posts